Total Pageviews

Wednesday, 10 August 2011

BE LEADER

                बंधुओ ,
                        यह सत्य है कि आप एक सजग और  उन्नत श्रेणी  के  व्यक्ति  हैं | आप  इन्टरनेट  और फेसबुक तथा  अन्य  सोसल साईट्स के माध्यम  से जागरूकता  फैला  रहे हैं | पर आपके समाज में  कितने लोग  इन साईट्स में हैं ? आपकी बात  कितने लोगों  तक पहुँच  रही  है? आप में जो राजनीति में हैं या राजनीति को  अपना  कैरिएर  बनाना चाहते  हैं उन्हें  फील्ड में जाकर  कम करना होगा | बिना राजनीति के सत्ता  में भागीदारी नहीं मिलेगी | सत्ता के साथ  साथ पत्रकारिता , कविता , लेखन साहित्य  अति आवश्यक है| जो समाज इन क्षेत्रों में आगे रहता है वही ब्राह्मण बनता है| समाज चिल्लाने ,शोर मचाने या झूठी एकता दिखाने से नहीं बढ़  पायेगा |एक योजनाबद्ध  ढंग से कार्य   करने की आवश्यकता  है |  आईये , अखिल भारतीय  कूर्मि क्षत्रिय  महा संघ में अपने क्षेत्र  और अपनी पसंद का पद  ग्रहण   करिए | जय पटेल |

4 comments:

Anonymous said...
This comment has been removed by the author.
Anonymous said...

YEH EK SOOKSHM SI KAVITA ABHI HUMNE (Ankur Sachan)SOCHTE SOCHTE LIKHI HAI ADDHE GHANTE MEIN....KABHI NAHI LIKHI PAR IS BLOG MEIN JAB HAMNE WOH PARAGRAPH READ KIYA TABHI HAMAARE BHI DIMAG MEIN AAYA KI KYU NA ISKI SHURUAAT KI JAAYE...KRIPAYA HAME AVASHYA BATAAIYEGA KI YEH KAVITA MERE SAATHIYON KO KAISI LAGI...
JO HUMNE ZINDGI MEIN PAIDA HOTE HE DEKHA SUNA ...USKA BAYAAN HAI ISME....DHANYAVAAD AAPKA...!

"Paida hua toh Hahakaar (1984 - dange),aur badha to shrishtachaar, aur badha to milansaar,

Phir hue hain durvyavhar jab hum padha karte thhe yaar,
phir chale apne anusaar,chhod diya sara shrishtachar,

Kabhi padi Pita se, to kabhi padi Maata se maar,
phir pade thhode beemaar, socha ab toh aar ya paar,tabhi banaaye dost chaar, kee mahavidhyalay mein maaramaar,

Padha ek din GEETA ka saar, aur chhaan liya sara sansaar,
phir dheere dheere jaana humne ,saare DESH mein hai BHRASHTACHAAR,

Kahan gaya GEETA ka saar....kahaan gaye hum jo thhe chaar, aakh uthhai aur tab dekha ki ho rahe hain ek doosre par vaar,...

Phir raat hui aur tab socha ki kaise hatau bhrashtachar?...kaise hataau bhrashtachar?...

Ab smaran hota hai saara shrishtachaar, woh maa baap ki maar, ....magar phir nikla hu karne is Desh ka Uddhaar aur nahi maanunga ab maein HAAR....kyonki laana hai woh shrishtachar,.....
MITAANA HAI IS DESH SE BHRASHTACHHAR!!!!! "

"Duvidhaaon ko hataana hai....KURMI SAMAAJ ko aage badhaana hai...."
(JAI PATEL!!!!) - ANKUR SACHAN

Anonymous said...

आपका कथन पूर्णतयाः सत्य है क्योकि लेखन, पत्रकारिता या संगठन के अभाव में हम अपने वर्तमान या इतिहास के बारे में ठीक से परिचित नहीं हो पा रहे / प्रत्येक व्यक्ति, परिवार, जाति, तथा समाज का एक इतिहास होता है और समाज गौरवशाली इतिहास से ही प्रेरणा लेता है। इतिहास में हुई भूलों को न दोहराने का, उनसे बचने का प्रयास करता है। यही इतिहास का महत्त्व है। जिस समाज का इतिहास ज्ञात होता है उस समाज का भविष्य भव्य, उज्ज्वल होता है। यह सब संभव है संगठन से। :संगठन शक्ति कलियुगे :

Anonymous said...

DARPAN –Ek Aatma Katha

YEH EK SOOKSHM SI KAVITA ABHI HUMNE SOCHTE SOCHTE LIKHI HAI KUCH PALON MEIN....KAVITA KABHI NAHI LIKHI PAR IS BLOG MEIN JAB HAMNE WOH PARAGRAPH PADHA TABHI HAMAARE BHI DILO DIMAAG MEIN AAYA KI KYU NA ISKI SHURUAAT KI JAAYE...KRIPAYA HAME AVASHYA BATAAIYEGA KI YEH KAVITA AAP SABHI KO KAISI LAGI...
JO HUMNE ZINDGI MEIN AB TAK JANM HONE KE KE BAAD DEKHA SUNA ...USKA BAYAAN HAI ISME....KAVITA KO HUMNE “DARPAN – Ek Aatma Katha” DHANYAVAAD AAPKA...!

"Paida hua toh Hahakaar (1984 - dange),aur badhe to shrishtachaar, aur badhe to milansaar,
Phir hue hain durvyavhar jab hum padha karte thhe yaar,
phir chale apne anusaar,chhod diya sara shrishtachar,

Kabhi padi Pita se, to kabhi padi Maata se maar,
phir pade thhode beemaar, socha ab toh aar ya paar,tabhi banaaye dost chaar, ki mahavidhyalay mein maaramaar,

Padha ek din GEETA ka saar, aur chhaan liya sara sansaar,
phir dheere dheere jaana humne ,saare DESH mein hai BHRASHTACHAAR,

Kahan gaya GEETA ka saar..??....kahaan gaye hum jo thhe chaar..??,
aakh uthhai aur tab dekha ki ho rahe hain ek doosre par Vaar,...

Phir raat hui aur tab socha ki kaise hatau bhrashtachar?...kaise hataau bhrashtachar?...

Ab smaran hota hai saara shrishtachaar, woh maa baap ki maar, ....Kintu phir nikla hu karne is Desh ka Uddhaar aur nahi maanunga ab maein HAAR....
kyonki laana hai woh shrishtachar,.....
MITAANA HAI IS DESH SE BHRASHTACHHAR!!!!! "

"Duvidhaaon ko hataana hai....KURMI SAMAAJ ko aage badhaana hai...."
(JAI PATEL!!!!) - ANKUR SACHAN